AWA

Kuch Kuch Hota Hai (From "Kuch Kuch Hota Hai")

28
0
  • 2017.11.02
  • 4:57
AWAで聴く

歌詞

Tum paas aaye yun muskuraaye Tum paas aaye yun muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikaaye Tum paas aaye yun muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikaaye Ab to mera dil jage na sota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Tum paas aaye yun muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikaaye Ab to mera dil jage na sota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Na jane kaisa ehsaas hai Bujhti nahin hai kya pyaas hai Kya nasha is pyaar ka Mujhpe sanam chhaane laga Koi na jane kyun chain khota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Kya rang layi meri duaan Ye ishq jane kaise hua Baichaineeyon mein chain Na jane kyun aane laga Tanhai mein dil yadein sanjota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Tum paas aaye yun muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikhaye Tum paas aaye yun muskuraaye Tumne na jane kya sapne dikhaye Ab to mera dil jage na sota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai Kya karun hai kuch kuch hota hai

このページをシェア
Jatin-Lalit/Udit Narayan
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし