AWA
1
0
  • 2017.11.02
  • 6:23
AWAで聴く

歌詞

Jaaniye heeriye Jaaniye heeriye Mere mann ye bata de tu Kis or chala hai tu Kya paya nahi tune Kya dhundh raha hai tu Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa... Kahe dhadkan tujhse kya Mitwa... Yeh khudse toh na tu chhupa Jeevan dagar mein prem nagar mein Jeevan dagar mein prem nagar mein Aaya nazar mein jab se koi hain Tu sochta hain tu puchata hain Jiski kami thi kya yeh wohi hain Haa yeh wohi hain Haa yeh wohi hain Tu ek pyasa aur yeh nadi hain Kaahe nahi isko tu khulke bataye Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa... Kahe dhadkan tujhse kya Mitwa... Yeh khudse toh na tu chhupa Teri nigaahen Pa gayi rahe par tu yeh soche jaaun na jaaun Yeh zindagi jo hai naachti toh Kyon bediyon mein hai tere paanv Preet ki dhun par naach le paagal Udta agar hai udne de aanchal Kaahe koi apne ko aaise tarsaaye Jo hai ankahee jo hai ansuni Woh baat kya hai bata Mitwa... Kahe dhadkan tujhse kya Mitwa... Yeh khudse toh na tu chhupa Mere mann ye bata de tu Kis or chala hai tu Kya paya nahi tune Kya dhundh raha hai tu Mitwa...

このページをシェア
Shankar Ehsaan Loy/Shankar Mahadevan/Caralisa Monteiro/Shafqat Amanat Ali
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし