AWA

Bewajah

0
1
  • 2016.01.06
  • 5:08
AWAで聴く

歌詞

Yaadon ki qaid mein Geeraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil (x2) Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Yaadon ki qaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Kisi aur ko tu chaahe Kisi aur ko tu soche Iss dil ko nahi ye gawara hai Furqat ka sharara hai Kaisa angara hai Teri tishngi ne mujhe maara hai Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Rahe saath adhoorapan Chaahe main jahaan bhi rahoon Kahin sabr na mujhe aata hai Meri berang duniya mein Mere saath tera hona Mujhe raahat kyun de jaata hai Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Yaadon ki qaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma..

このページをシェア

Himesh Reshammiyaの人気曲

Himesh Reshammiya
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし