AWA

Mamta Se Bhari

0
0
  • 2025.05.08
  • 3:49
AWAで聴く

歌詞

Mamta se bhari tujhe chhaon mili Jug-jug jeena tu Baahubali Hai jahaan vish aur amrut bhi Mann woh manthan sthali Maahishmati ka vanshaj woh Jise kehte Bahubali Rann mein woh aise toote Jaise toote koi bijli Hai jahaan vish aur amrut bhi Mann woh manthan sthali Talwaarein jab woh lehraaye Chhann-bhinna mastak ho jaaye Shatru dal yeh soch na paaye Jaayein bachke kahaan Maata hai bhagya vidhaata Bhalla saathi kehlaata Aisa adhbhut woh Raja Sabka mann jo jeete Shaasan wahi Sivagami kahe jo Rann dharama dharam ka Mann mein chalta har kshan Hai jahaan vish aur amrut bhi Mann woh manthan sthali

このページをシェア

Bombay Jayashri/Manoj Muntashirの人気曲

Bombay Jayashri/Manoj Muntashir
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし