Noor e khuda, noor e khuda, noor e khuda .. Ajnabi mod hai, khwab har ore hai Har nazar pe dhua cha gaya Pal bhar mein jaane kya kho gaya Aasman sard hai, aanhein bhi sard hai Kab se saya juda ho gaya Pal bhar mein jaane kya kho gaya Saans ruk si gayi, jism chil sa gaya Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya Noor e khuda, noor e khuda Tu kahan chupa hai hume ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Yun na humse nazarein phira Noor e khuda, noor e khuda Tu kahan chupa hai hume ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Yun na humse nazarein phira Noor e khuda .. bekhuda Hoo nazarein karam, pharmai de Oo deen o dharam, ko jagai hi de Oo jalti huyi tanhaiyan, ruthi huyi parchahiyan Kaise udhi ye hawa, chaya se kaisa samaa Hmmm rooh jum si gayi, waqt tham sa gaya Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya Noor e khuda, noor e khuda Tu kahan chupa hai hume ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Yun na humse nazarein phira Noor e khuda Aaa .. ga ma pa ni sa .. Guzare se lamho ko aas teri Zakhmi dilo tu hai pyaas teri Har dhadkan ko talaash teri Tera milta nahin hai ptaa Khali aankhein khud se sawal karein Thumne ki cheez behaal kare Behta lahu fariaad karein Tera mitt ta chala hai nishaan Rooh jum si gayi, waqt tham sa gaya Tutey khwabon ke manzar pe tera jahaan chal diya Noor e khuda, noor e khuda Tu kahan chupa hai hume ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Yun na humse nazarein phira Noor e khuda, noor e khuda Aaj kal tu kahan hai ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Aaj kal tu kahan hai ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Aaj kal tu kahan hai ye bataa Noor e khuda, noor e khuda Kya ye sach hai ke tu hai humse khafa Noor e khuda ...