AWA

Oru Naalaikkul (From "Yaaradi Nee Mohini")

0
0
  • 2014.07.09
  • 5:40
AWAで聴く

歌詞

Ajnabi kahe ki apna kahe Ab kya kahein kya na kahein (x2) Ishare bhi chup hain Zubaan khamosh hai Sadaa gumsum si hai Tanha aagosh hai Yaara re, yaara re.. Kyun faaslon mein bhi tu yaara re (x2) Tu chhoot kar kyun chhoota nahi Kuch toh judaa hai abhi Main toot kar kyun toota nahi Jeene mein hai tu kahin Ishaare bhi chup hain Zubaan khamosh hai Sada gumsum si hai Tanha aagosh hai Yara re, yara re.. Kyun faaslon mein bhi tu yaara re (x2) Hai har ghadi woh tishnagi Jo ek pal bhi na bujhi Hai zindagi chalti hui Par ye zindagi hi nahi Ishare bhi chup hain Zubaan khamosh hai Sada gumsum si hai Tanha aagosh hai Yaara re, yaara re.. Kyun faaslon mein bhi tu yaara re (x2)

このページをシェア
Yuvanshankar Raja/Karthik/Reeta
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし