AWA

Tauba Tauba (From "Vande Mataram")

Track byA.R. Rahman

1
0
  • 2015.03.30
  • 6:04
AWAで聴く

歌詞

Khud se jab ladta hoon Rab se yeh kehta hoon Chaaron oar jo hota hai Us se main gussa hoon Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Tauba tauba dil benoor hai Tauba tauba kaisa daur hai Khud se jab ladta hoon ( sach hai ) Rab se yeh kehta hoon ( sach hai ) Chaaron oar jo hota hai ( sach hai ) Us se main gussa hoon ( sach hai ) Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Tauba tauba dil benoor hai Tauba tauba kaisa daur hai Kab aayegaa... Waqt woh nayaaa... Kab payengee... Sab dil ki aazadi ko kab aayegi Woh pyari-pyari ek subah Daulat badhti hai roz toh ameeron ki hi Bhuuk badhti hai roz hi ghareebon kii... Waadon se tar-zubaan, waqt milte hi par Gungi ho jaate hai unn.. rehbaron kii.. Chaltein hai aakad ke yeh zameen pe, bhoolee.. Ke jaana hai ik din iss zameen mein Dhabba hai dhabba, yeh jaise chaand pe dhabba Dhoka ke dhoka, detein hai khud ko dhoka Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Tauba tauba dil benoor hai Tauba tauba kaisa daur hai Sochon sochon zaraa, kaafi hai ik shamaa Jisse jal uthti hai yahaan, laakhon shamaa.. Saari duniya badal jaayegi yaaron par Hai zaroori badalna bas ik kaam.. Muskaare ke dekhna bhi neki, logon ki Raahon se patthar hata laane ki Sajda tu sajda, duniya ko naa kar sajda Sajda ho sajda, bas naa mein khuda ka sajda Tauba tauba nafs maghroor hai Tauba tauba sach se door hai Khud se jab ladta hoon Rab se yeh kehta hoon Chaaron oar jo hota hai Us se main gussa hoon ..... (....noor hai....noor hai...) .....

このページをシェア
A.R. Rahman
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし