Main khoya toh dhoondne na aaiyo Chupke se ik khwaab mein jaaiyo Honthon ki sat se mujhe bulaiyo Yahin hoon main Yahin hoon main Kahin na gaya tujhe chhod ke main Yahin hoon main Yahin hoon main Jiya hoon tujhe hi toh odh ke main Hansna tu meri hansi Karna wo zidd kabhi Anjaani unhi adaaon se Aankhein moond kar kabhi Jee lena tu khwaab sabhi Liye the jo meri baahon mein Jab yaad mein mera naam le Tere bol ban jaaunga Bahaane se tere lab chhu loonga Naa hoke bhi ho jaaunga Kehne dil ki baat tu aaiyo Aankhon se phir sab keh jaaiyo Mere ansune geet tu gaaiyo Yahin hoon main Yahin hoon main Kahin na gaya tujhe chhod ke main Yahin hoon main Yahin hoon main Jiya hoon tujhe hi toh odh ke main Dooriyan jitni hon, ho jaane de Faasley naa rahein Manzilein mill jaayein Jo bhi kho jaane de Raaste sang chalein Jab raat koi na dhale Subah main ban jaaunga Bahaane se tere lab chhu loonga Naa hoke bhi ho jaaunga Tanhai mein naa ghabraiyo Milne ek lamhe tu aaiyo Us lamhe mein thehar sa jaaiyo Yahin hoon main Yahin hoon main Kahin na gaya tujhe chhod ke main Yahin hoon main Yahin hoon main Jiya hoon tujhe hi toh odh ke main