AWA

歌詞

Mera darpan ankhiyan teri Tujhko tarse ratiya meri Jeena mujhko raas aane laga Jabse chehki batiya teri Jogan tera maara rasiya Jag jeeta dil haara rasiya Pag tere chaubaare thehre Sadke main banjara rasiya Rasiya yeh tera hua Toone jiya moh liya Rasiya ne tera hai jo Wahi tujhe saunp diya Mera sarmaya hai tu Tera sarmaya hoon main Aaja mujhe seench de Murjhaya hoon main Jaise mera daaman hai tu Aur teri chhaya hoon main Tabhi tera baawra Kehlaya hoon main Teri baahon mein hoke Lagta hai ke zameen pe Jannat sach mein agar kahin hai Yahin hai Bankar tera yaara rasiya Soche na dobaara rasiya Ho pagg tere chaubaare thehre Sadke main banjara rasiya Rasiya yeh tera hua Toone jiya moh liya Rasiya ne tera hai jo Wahi tujhe saunp diya Rasiya rasiya Tu mera rasiya rasiya

このページをシェア

Pritam/Shreya Ghoshal/Tushar Joshiの人気曲

Pritam/Shreya Ghoshal/Tushar Joshiのアルバム

Pritam/Shreya Ghoshal/Tushar Joshi
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし