Aye tum se mili toh pyaar ka sikha hai ka kha ga gha Aye samjhao na kyun pyaar ka ulta hai ka kha ga gha Kyun jo dard de tadpaaye bhi lagta hai pyaar woh hi Kyun tute ye dil behlaaye dil kabhi... Tairne ki jo koshishein kare kaahe doob jaata hai Sab bhula ke jo doob jaaye kyun woh hi tair paata hai O... jo har khel mein jeeta yaha dilbar se haara wohi Kyun tute ye dil behlaaye dil kabhi... Aye tum se mili toh pyaar ka sikha hai ka kha ga gha Aye samjhao na kyun pyaar ka ulta hai ka kha ga gha Dhat teri Iski har saza qubul ho jise, yaha wahi wahi bari hua hai Isspe jo muqadama kare, aji wahi wahi mara hai Batao kyun is jail se, bhaaga hai jo dobara lauta woh bhi Kyun tute ye dil behlaaye dil kabhi... Aye tum se mili toh pyaar ka sikha hai ka kha ga gha Aye samjhao na kyun pyaar ka ulta hai ka kha ga gha
