Aye bikaneri chhokri santre ki tokri Ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri Romiyo romiyo gali ke romiyo Bholi shaqal wale saare ke saare farebiyon Romiyo romiyo Bhaade ke premiyon kaahe gale pade ho bin bulaaye baaraatiyon Le toh gayi kaleja sang mein humein bhi le ja Yeh toh chori pe hai seenazori Kabhi lage Mona Lisa kabhi kabhi lage Lolita Aur kabhi jaise kadambari Haye meri param param Param param param sundari Haye meri param param Param param param sundari Sar se paer talak betahasa husn se bhari Haye meri param param Param param param sundari Pairon mein paayal ki bedi se Bandhke main na rehne waali Main allhad purwar ke jaisi hun Pardeson tak behne waali Mujhe gehno se badhke Sapnon ki chaahat hai Jin sapnon ko sach ho jaane ki aadat hai Katti hai meri mardon se Yaari filmon ke pardo se Le toh gayi kaleja Sang mein hume bhi le ja Yeh toh chori pe hai seenazori Kabhi lage Mona Lisa Kabhi kabhi lage Lolita Aur kabhi jaise kadambari Haye meri param param Param param param sundari Haye meri param param Param param param sundari Sar se paer talak betahasa husn se bhari Haye meri param param Param param param sundari Chhuna nahi chhuna chhuna nahi Chhuna chuna nahi mujhko Hona nahi hona hona nahi Teri hona nahi mujhko Hath jhod chaahe paanv pad Parvah nahi mujhko Na na na na na na Na na na na na na Aye bikaneri chhokri santre ki tokri Ghar toh chhudwaya ab kya chhudwayegi naukri Dekh ke kamar teri bhaage nabz meri Jaise ghadi ka kaanta hickery dickery dockri