AWA

Aate Jaate Hanste Gaate

0
0
  • 1989.12.01
  • 3:24
AWAで聴く

歌詞

Aate jaate hanste gaate Socha tha maine man mein kai baar Woh pehli nazar halka sa asar Karta hai kyun is dil ko bekaraar Ruk ke chalna chalke rukna Na jaane tumhe hai kiska intezaar Tera woh yakin kahin main to nahin Lagta hai yehi kyon mujhko baar baar Yehi sach hai shayad maine pyar kiya Ha ha tum se maine pyar kiya Aate jaate hanste gaate Socha tha maine man mein kai baar Hothon ki kali kuch aur khili Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar Tum kaun ho batla to do Kyun karne lagi maein tum pe aitbaar Khamosh rahun ya main keh doon Ya karlu maein chupke se yeh sweekar Yehi sach hai shayad maine pyar kiya Haan haan tum se maine pyar kiya

このページをシェア
Lata Mangeshkar/S. P. Balasubrahmanyam
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし