AWA
0
0
  • 1989.12.01
  • 8:24
AWAで聴く

歌詞

Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Pehle pyar ki pehli chitthi Pehle pyar ki pehli chitthi sajan ko de aa Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Unse kehna jabse gaye tum Main to adhoori lagti hu In hothon pe chup si lagi Na roti na hansti hu Bhool huyi jo unheyn sataya Bhool huyi jo unheyn sataya kaisa paap kiya Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja ja Man hi man mein unko apna Sab kuchh maan chuki hu main Woh kya hain main kaun hu unki Ab yeh jaan chuki hu main Unko apne sath hi lana Unko apne sath hi lana dil hi nahi lagta Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja ja Yahaan ka mausam bada hasin hai Phir bhi pyar udaas hai Unse kehna door sahi main Dil to unhin ke paas hai Tu yeh sandesha unko sunana Tu yeh sandesha unko sunana Main peechhe aaya Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Kabootar ja ja ja kabootar ja ja ja Jahaan bhi dekhun tumhi tum ho Aur nazar na kuchh aaye Dil yeh chaahe is alam mein Kash zamana ruk jaaye Aaj se pehle kabhi nahi thi Aaj se pehle kabhi nahi thi itni hasin duniya

このページをシェア
Lata Mangeshkar/S. P. Balasubrahmanyam
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし